16 Most Popular Dialogues by Shahrukh Khan

Shahrukh Khan being the charmer he is, has won millions of hearts across the world not only with his magnetic persona but also with the way he delivers his amazing dialogues in movies. The emotion with which he speaks his romantic lines make girls go crazy about him. Some of his dialogues are so touching that we can connect to it directly. Here are some of the mesmerizing dialogues that we love to hear from the king of romance again and again.

1. Dilwale Dulhania Le Jaayenge

“Koi baat nahi Senorita, bade bade deshon main aisi chhoti chhoti baatein hoti rehti hai.”

2. Kuch Kuch Hota Hai

  • “Pyaar dosti hai. Agar woh meri sabse achi dost nahi ban sakti toh main usse kabhi pyaar kar hi nahi sakta. Kyunki dosti bina toh pyaar hota hi nahi.”
  • “Hum ek baar jeete hein, ek baar marte hein, shaadi bhi ek baar hoti hai, aur pyaar..ek hi baar hota hai.”

3. Kal Ho Naa Ho

  • “Aaj … aaj ek hasi aur baant lo … aaj ek dua aur maang lo … aaj ek ansoon aur pee lo … aaj ek zindagi aur jee lo … aaj ek sapna aur dekh lo … aaj … kya pata, kal ho naa ho.”
  • “Jeeyo, muskurao, khush raho, kya pata, kal ho naa ho.”

4. Om shanti Om

  • “Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai. Kehte hai agar kissi cheez ko dil se chaaho toh poori kainat tumhe usse milane ki koshish mein lag jaati hai. Aap sabne mujhe meri chahat se mila diya, thanks, thanks very much.”
  • “Kehte hai ki filmon ki tarah hamari zindagi mein bhi end tak sab theek hi ho jaata hai. Happys Endings. Aur agar theek naa ho toh woh ‘The End’ nahi. Picture abhi baaki hai mere dost.”

5. Kabhi khushi Kabhi Gham

“Zindagi mein agar kuch banna ho, kuch haasil karna ho, kuch jeetna ho toh hamesha dil ki suno. Aur agar dil bhi koi jawab na de toh aankhen band karke apne maa aur papa ka naam lo. Phir dekhna har manzil paar kar jaoge, har mushkil aasaan ho jayegi. Jeet tumhari hogi, sirf tumhari.”

6. Baazigar

“Kabhi kabhi kuch jeetne ke jiye kuch haarna bhi padta hai. Aur haar ke jeetne wale ko Baazigar kehte hain.”

7. Darr

“I love you K-K-K-K-K-Kiran.”

8. Dil Toh Pagal Hai

  • “Rahul….naam toh suna hoga?”
  • “Mar gaya Rahul.”

9. Devdas

  • “Babuji ne kaha gaon chod do. Sabne kaha Paro ko chod do. Paro ne kaha sharab chod do. Aaj tumne keh diya haveli chod do. Ek din aayega jab woh kahega, duniya hi chod do.”
  • “Kaun kambakht bardaasht karne ko peeta hai … hum toh peete hai ki yahan par baith sakein, tumhe dekh sakein, tumhe bardaasht kar sakein.”

10. Chennai Express

“Don’t underestimate the power of a common man.”

11. Happy New Year

  • “Kismat badi kutti cheez hai … saali kabhi bhi palat jaati hai.”
  • “Duniya mein do tarah ke log hote hain. Winners and losers. Lekin zindagi har loser ko woh ek mauka zaroor deti hai jis mein woh winner ban sakta hai.”

12. Don

“Don ko pakadna mushkil hi nahi namumkeen hai.”

13. Chak De India!

“Sattar minute. Sattar minute hain tumhare paas. Shayad tumhari zindagi ke sabse khaas sattar minute. Aaj tum achchha khelo ya bura yeh sattar minute tumhe zindagi bhar yaad rahenge.”

14. Swades

“Main nahi manta humara desh duniya ka sabse mahaan desh hai. Lekin yeh zaroor manta hoon, hum mein taaqat hai, kabiliyat hai apne desh ko mahaan banane ki.”

15.  Mohabbatein

  • “Main aaj bhi usse utni hi mohabbat karta hoon … aur is liye nahi ki koi aur nahi mili … par is liye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti.”
  • “Mohabbat mein shartein nahi hoti … toh afsoos bhi nahi hona chahiye.”
  • “Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai … har mod aasaan nahi hota, har mod par khushi nahi hoti … par jab hum zindagi ka saath nahi chhodte … phir mohabbat ka saath kyun chhodein.”
  • “Maine aaj tak sirf ek hi ladki se mohabbat ki hai … aur zindagi bhar sirf us hi se karta rahoonga.”

16. Jab Tak Hai Jaan

  • “Zindagi toh har roz jaan leti hai … bomb toh sirf ek baar lega”
  • “Yadhaash bhi kitni ajeeb cheez hoti hai … kis cheez ko poori zindagi bhoolne ki koshish karo, woh bhoolti nahi … kabhi ek choti si cheez yaad karne ki koshish karo, toh yaad nahi aati.”
  • “Bomb se zyada zakhm toh zindagi deti hai … har mod par koi dhokha, koi dard … toh jab zindagi ke khatron se bachne ke liye koi bomb suit nahi pehanta … toh maut se bachne ke liye kya pehanna.”

I am sure you must have used some of these addictive lines in some situation or the other in your day to day life. So which one is your personal favorite? Do share with us in the comments section 🙂

Swasti Pujari

Swasti Pujari is a versatile Engineer, blogger, content writer, and Social Media Enthusiast. With a passion for technology and creativity, she has devoted her career to solving engineering challenges and crafting engaging content. Her online presence is a strategic platform for connecting with people and sharing insights. Swasti's unique blend of technical expertise and creative expression has made her a key figure in her field. Her mantra for success is continuous learning and happiness in her work, reflecting her innovative approach to both engineering and writing.

Recent Posts

Top 10 Sitcoms of the 2010s That You Need to Watch

Everyone loves binging a good old sitcom from time to time. The usual favourites such…

5 months ago

Top 15 Classics for Kids That Will Keep Your Child Occupied

According to recent psychological studies, indulging in too much screentime has resulted in decreased attention…

6 months ago

Top 15 Feel Good Movies To Free Your Mind of Stress

Feel good movies have the power to lift your mood no matter how sad you…

6 months ago

How to Conduct an SEO Audit for Your Joomla Website

Greetings, digital navigators! 🌐 Embarking on the journey of building a website with Joomla? Kudos!…

6 months ago

Top 10 Movies Like Hera Pheri That Are Simply Hilarious

Movies like Hera Pheri are not that hard to find. Hera Pheri is no doubt…

7 months ago

Top 15 Mythological Movies That Are Far Better Than Adipurush

Mythological movies are comforting to watch because they remind us of the stories that our…

8 months ago